Labels

Saturday, July 13, 2013

Raat

Raat baaqi thi jab wo bichhde the,
kat gai umr raat baaqi hai..!

~ 'Khumar' Baarabankavi Sahab

Ashk

Apne naale mein gar asar hota,
Qatra-e-ashk bhi guhar hota !

~ Mohammed Meer 'Soz'

Rehmat

'Anwar' mere kaam aai qayaamat mein nadaamat,
Rehmat ka taqaaza meraa har ashk-e-ravaan tha !!


~ 'Anwar' sabri